Beautician Class Note 5
Skin Tone History
San 1920 makeup Etna popular hua ke iss samay lagbhag savi log makeup ka use karne lage , bache ,yang, bhure har age ke log achhe bure sabhi apne aap ko nikhar ne me busy rahe ,
glitz, glamour , embraced bold makeup looks ,Dark lipstick, eyeshadow and mascara. The iconic smokey eye sabhi market me available ho gaye the , kafi speed se popular v ho rahe the , film star , beauty export , they are influencing to use makeup ,
Lekin 1960 ke dasak me sabko dhire dhire yea mehsus hone laga ke kuchh to galat horaha hai sab ke skin me azib azib bimari dikhne lage
Jaise – Skin Allergy , dark circle ,pimples , eye infection , skin color change , skin rashes, wrinkle, jhuriya , kaam umar ke bure hojana ,even skin cancer tak pouchne laga , last me rosacea jaisa bimari v hone laga
Fir sintice o ne bahut gambhir se lete hua bahut research karne lage
Fir 1990 ke dasak ke suruwat me manobiggani Nina Jablonski manabiki sarir ki twaacha ke rang or uska chemical yaniki ph ke upar gehra research kiya , unko samajh me aaya ,
Sabke skin or skin tone or ph lagag alag hote hai har skin ka UV ray or Sun light protect karne ka samta lag alag hote hai , or world ke har desh me weather or geographical structure lag alag hote hai or unke upar base karke unka skin or tacha bante hai to agar usko balance karke product banaya jay to fir koi v insan ko skin ko lekar koi v problem nahi hoga , makeup se hamare chehre khilne chahiye , hamare skin ko protect karne ke liye hona chahiye na ki kuchh bura
Hume pata hi nahi chalta ke hamare skin tone or skin under tone kiya hai, kisi v parlour me chale jate hai or mu uthake makeup karlete hai , kuchh samay ke liye hum khubsurat dikhte to hai lekin umar barne ke sath sath hume iska bahut bara kimmat chuka na par ta hai ,Jaise – Skin Allergy , dark circle ,pimples , eye infection , skin color change , skin rashes, wrinkle, jhuriya , kaam umar ke bure hojana ,even skin cancer tak pouchne laga , last me rosacea jaisa bimari v hone laga ,
iska reason hai khud ke skin ko na janna , khud ko product ke bare me knowledge na hona ,
Par dont warry aap rita charitable trust ka student ho ,
Koi v parlor aap ko bekuf nahi bana payega , to chaliye start karte hai aaj ka class
Skin ton or skin undertone ke upar , hum ekdam saral or asan bhasa me samjhayenge wo v dhire dhire dhyan se sunna or samjhna or note book jarur banay , aar aapka consa skin tone hai or konsa skin undertone hai jarur pata karke hame batay yehi aapka home work hai
Foundation Bana Hota hai , skin ke tone ke hisab se , agar sahi skin ton pe sahi foundation use kiya jaye to hi perfect match hota hai or chehre khil jate hai,
Dekhte hai skin tone hota kiya hai , aapke skin ka jo color hai usko skin tone kaha jata hai yea skin tone 3 prakar ke hote hai 1. Light (Gora) 2. Medium (madhyam) 3. Dasky (Gehra)
Sabse asan tarika hai skin tone samajhne ke liye wo hai aap ke Jawline q k iss area me sabse kam discoloration hota hai,
Skin ke under ka jo shade hote hai usse skin undertone kaha jata hai,
There are three different undertones – 1. Cool 2.Warm 3.Neutral
Aap kitna v dhup me rahe ya sardi me rahe aapka under tone kabhi v change nahi hota hai
Chaliye jante hai , Skin Tone or under tone janke kiya faida hoga ??
It can help you choose the right lipstick color
Pata chalega Balo ka kon sa rang jada akarshak hoga aapke chehre ke hisab se
Kon sa color ka dress aap ke upar jachega
Kaise Ek akarshak Blush set karenge
Konsa Eyeshadow aapke skin ke liye best honge
Sun Exposure Test:
Aapne face ko achhese dhole , koi v makeup, toner ya losan nahi rahna chahiye face pe,Fir achhe se saf karle aapne face ko or 15 minute tak aapne face ko rest de ,
Natural light ke samne baithe , koi v bulb ya artificialy light ke samne na baithe q ke bulb ka color alag alag hone se aapka skin ke color v alag alag ho jayenge , kisi v khir ki ke samne baithe ya ghar ke bahar baithe
is test me dekhenge dhup ke samne aane par aapka tawcha kaisa react karta hai
yadi aapka twacha asani se jaljate hai lekin jhulasti nahi hai ,to aapka skintone gora yaniki light hai
Yaadi aapka twacha jalti hai or sth hi mai thora sa kla parjata hai to aapka skin tone madhyam yaniki medium hai
Last me yadi aapki twacha kavi jalti nahi hai lekin lambe samay tak rahne se kali parjati hai to aap ka skintone gehra yaniki dasky hai
Undertones kaise dhund na hai
The Vein Test: apne kalai ke andar naso ko dekhe yadi wo nile(blue) ya begani (purpale) dikhai dete hai to aapka under tone cool hai, or yadi aapka vain yaniki nase Green yaniki hara dikhai deti hai to aapka under tone warm hai or yadi aapka nase blue – green dikhai dete hai to aapka undertone neutral hai
Appne chahre ke samne ek white paper rakhe or ek mirrar yaniki ayna ke samne khare ho jaye or dekhe withe paper pe aapka chera kistarah se riflect kar raha hai , yadi aapke twacha safed kagaj ke pass pili ya yellowish dikhai deti hai to aapka skin tone warm skin hai,
If your skin appears pink, rosy, or blueish-red, then aapka cool skin tone hai
Agar aap inmese koi v samjh nahi pate hai ke yellow hai , Pink hai, Blueish-red anything then you have neutral hai ,
Use gold and silver foil or jewelry to find your skin tone-
Hold a sheet of gold foil in front of your face so that it reflects light back on your skin
- If the gold foil looks best, you have a warm skin tone.
- If the reflection from the silver foil makes your skin glow, you have a cool skin tone.
- If you don’t notice a difference (both silver and gold are flattering), then you likely have a neutral skin tone
f you don’t have gold or silver foil, try laying gold and silver jewelry on your wrist, and notice which one is more flattering
Look at your eye color. Aapke akhoka color aapke undertone janne ka chabi hai,
Agar aapke akhoka color halki nili yaniki yaniki light blue hai to aap ka undertones cool hai
Gray Eyes: भूरा आंखें:
Gray Eyes yaniki bhuri akhobali dono undartone ko measurement karte hai cool and neutral undertone
Green eyes
Light green yaniki hara rang do undertone ko determine karta hai , warm and cool undertones